Skip to product information
LED Therapy Brush
Sale price
Rs.2,599.00
Regular price
Rs.4,500.00
Thakay hue baal? Hair fall se tang? Oily scalp ka masla?
Ab sirf ek brush se sab masail ka hal!
Introducing the Hair Therapy LED Brush, Pakistan ka pehla 3-in-1 solution jo combine karta hai:
- π‘ Red & Blue Light Therapy
- π¨ Soothing Mist Spray
- πβοΈ Gentle Scalp Massage
(7 Days Refund Policy) *Terms & Conditions apply

β Benefits:
- π΄ Red Light Therapy(620nm~660nm) β Head fatigue aur stress ko kam karein, blood circulation ko behter banayein.
- π΅ Blue Light Therapy(410nm~470nm)β Hair fall, thinning, aur oily scalp ka asar dikhayein sirf chand dino mein!
- π¨ Mist Spray β Moisturize karein scalp ko, dandruff se chutkara paayein.
- π§ Scalp Massage Function β Relaxation + Hair root stimulation = Tez hair growth!
- π§΄ Use karein apne favorite hair serum ke sath for maximum results.
- π Rechargeable & Portable β Ghar, office ya safar mein use karein, bina kisi tension ke!

π¬Β FAQs:
Q: Har kisi ke liye safe hai?
A: Bilkul! Ye device gentle light aur vibration use karta hai jo sab skin types ke liye safe hai.
Q: Din mein kitni dafa use kar sakte hain?
A: Rozana 10-15 minutes ka use kaafi hai noticeable results ke liye.
Q: Kya is mein serum bhi daal sakte hain?
A: Jee haan! Aap apna favorite hair serum ya water-based solution daal kar use kar sakte hain mist function ke sath.
Q: Charging time aur usage?
A: 2-3 ghante charge karne ke baad aram se kai dino tak use ho sakta hai.
π¦ Whatβs in the Box?
- 1x Hair Therapy LED BrushΒ
- 1x USB Charging Cable
- 1x Water Tank for Mist
- 1x User Manual